॥ दोहा ॥
श्री वृषभानु किशोरी जू, दयामयी सुख धाम।
देवी चित्रलेखा रटत है, पूरण कीजो काम॥
॥ चौपाई ॥
किशोरी कुछ ऐसा इंतज़ाम हो जाए।
जुबां पे राधा राधा नाम हो जाए॥
किशोरी कुछ ऐसा इंतज़ाम हो जाए॥
जब घिरे संकटों से जीवन मेरा।
सामने हो सदा पावन बरसाना तेरा॥
तेरी चौखट पे मेरी सुबहो-शाम हो जाए।
जुबां पे राधा राधा नाम हो जाए॥
संसार के सुखों की चाहत नहीं है।
तेरे चरणों के बिन कहीं राहत नहीं है॥
राधा नाम से मेरा हर काम हो जाए।
जुबां पे राधा राधा नाम हो जाए॥
देवी चित्रलेखा कहे सुन लाडली प्यारी।
हो जाऊं मैं सदा के लिए तुम्हारी॥
जीवन का ये समर्पण सरेआम हो जाए।
किशोरी कुछ ऐसा इंतज़ाम हो जाए, जुबां पे राधा राधा नाम हो जाए॥
॥ दोहा ॥
राधा नाम परम धन, कलिकाल तारणहार।
देवी चित्रलेखा शीश धरे, जय जय ब्रज सरकार॥
|| Doha ||
Shri Vrishbhaanu Kishori joo, dayamayi sukh dhaam.
Devi Chitralekha ratat hai, pooran keejo kaam.
|| Chaupai ||
Kishori kuchh aisa intezam ho jaye.
Zuban pe Radha Radha naam ho jaye.
Kishori kuchh aisa intezam ho jaye.
Jab ghire sankaton se jeevan mera.
Saamne ho sada paawan Barsana tera.
Teri chaukhat pe meri subho-shaam ho jaaye.
Zuban pe Radha Radha naam ho jaye.
Sansaar ke sukhon ki chaahat nahin hai.
Tere charnon ke bin kahin raahat nahin hai.
Radha naam se mera har kaam ho jaaye.
Zuban pe Radha Radha naam ho jaye.
Devi Chitralekha kahe सुन Laadli pyaari.
Ho jaaun main sada ke liye tumhari.
Jeevan ka ye samarpan sareaam ho jaaye.
Kishori kuchh aisa intezam ho jaye, zuban pe Radha Radha naam ho jaye.
|| Doha ||
Radha naam param dhan, kalikaal taaranhaar.
Devi Chitralekha sheesh dhare, jai jai Braj sarkaar.